SATH TUMAHRA MUJHE MILA
Sath tumahra mujhe mila
Mujhe gagan sath mila
Nayan
mile mujhe dharti k
Aaj
jindagi ka ehsaas mila
Apne desh ki galiyon ki mujhe gehrai mili
Apne desh k bhitar ka
pyar milla
Aaj
mujhe jindagi ka ehsaas mila
Is
desh ke sunder bag bagiche ka ehsaas mila
Subha uthti suraj ki kirno ka pyar mila
Bakat ki gehraiyon ka ehsaas mila
Es
desh ki sunder besh busha me logo ka
shringaar milla
Mujhe apna bharat
barash mahan milla
Mujhe tumahra sath
milla
Aaj mujhe jindagi ka ehsaas milla
Jan
kalian ke bali daan me mujhe
Apne
desh ka pyar milla
He mere kranti kari
kavi mujhe tumhare sangarsh ka
ehsaas milla
Mujhe tumahari bichar
dharrao ka ehsaas milla
Bharat
barash mahaan ka mujhe dekhne ko tyohaar milla
Jag
mag jag mag dipak jagate andiron me
mujhe roshani ka ehsaas milla
Gaaon or shehro ka mujhe pyar milla
Aaj mujhe jindagi ka ehsaas milla
.
Bharat
barash mahan ke sanskaro ka ehsaas mill
Mithe
phalo ke raso se bhara bharat barash ras ka raspaan milla
Is bharat me nadiyaan nale jarno ka jalpaan milla
Mujhe is pyare bharat ka pyar milla ehsaas milla
Aaj
mujhe jindagi ka ehsaas milla
Mujhe
apne bharat barash ka pyar milla
No comments:
Post a Comment